Teri panaah mein humein rakhna
Sikhe hum nek raah par chalana
Teri panaah mein humein rakhna
Sikhe hum nek raah par chalana
Kapat karm chori beimaani
Aur hinsa se humko bachaana (2)
Nali ka ban jau na paani
Nirmal gangajal hi banaana hoo
Apni nigaah mein humein rakhna
Teri panaah mein humein rakhna
Teri panaah mein humein rakhna
Sikhe hum nek raah par chalana
Shamavan koyi tujhsa nahi aur
Mujhasa nahi koyi aparadhi
Shamavan koyi tujhsa nahi aur
Mujhasa nahi koyi aparadhi
Punya ki nagri mein bhi maine
Punya ki nagri mein bhi maine
Paapo ki gathri hi baandhi ho ho ho
Karuna ki chhaanv mein humein rakhna
Teri panaah mein humein rakhna
Teri panaah mein humein rakhna
Sikhe hum nek raah par chalana